Breaking News
Loading...
Thursday 7 September 2017

Ya Latifo Wazifa

September 07, 2017
Iss ism kee barkat sey haq talah tailban koi lm ata fermata ha aur aabadin aur momneen ky amaal ko iss sadqa mn malika asmaan par ley jatey hain jo shaks iss ism ka vird karey isko chahyie ky khalq e khuda sey shafqat sey paish aye ta ky Allah isko mahzar lutaf bana dey jo shaks mulazmat ya rozgaar sey mehroom ho ya faqar o faqa mn mubtala ho yak am amadani kee waja sey pareshan ho ya bawaja gurbat koi moonas nahi ya bemaar ha ya larkian hain aur shadi nhi hoti ya kaseer ul ayaal ha to wazu kamil karey phir 2 rakat namaz parhey phir 100 martaba iska vird karey inshallah Allah isky kaam ko saranjaam dey ga.

Apney naam key mutabiq ism e Allah jannay aur naqash ky liye rabta karain rohaniilaj9999@gmail.com sms or whats app: +923046754584

0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer