Breaking News
Loading...
Friday 8 September 2017

Surah Yaseen Wazifa

September 08, 2017
Hazrat Uns (R.A) sey marwi ha hazoor (S.A.W) ney farmaya har cheez ka qalb ha aur quran ka qalb surah yaseen ha isky fawaid likhnye ky liye aik daftar b na kafi ha agar aqeema aurat 11 baar rozana parhey to hamla ho aur naik farzand sey goud bharey agar mohtaj parhye to gani ho aur agar par kar mahsoor par daam karey to sahar dour ho jaye aur asaib waley par daam karey to asaib bhagye jis ky paas surah ka naqash ho ga who kabi mohtaj nahi ho ga iss surah ky kul adad 276753 hain.

Surah ka naqash hasil karnye ky liye e mail karain rohaniilaj9999@gmail.com sms or whats app: +923046754584

0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer