Breaking News
Loading...
Thursday 7 September 2017

Ya Aadilo Ya Adalu Wazifa

September 07, 2017

Jo mard e momin qabar o hasher kee holnakioun sey darta ho aur yeh khoof ho ky meray matehat aur mahkoom afrad ko mari zaat sey koi azeeat aur dhuk na phounch gaya ho aur qabar o qiyamat iski saza ho gi kyun Allah ka irhad ha qiyamat ky roz mn apney haqooq to maaf kar doun ga lakin agar meray banday ky haqooq kisi par houn gaye to mn who maaf nahi karun ga who banda khud maaf kar dey to usey ikhtiar ha lehaza akhirat kee baz purs sey darney waley afsraan judge manager aur malkaan wegara ko iss ism ka vird karna chahyie agar har shab e jummah 21 roti key tukroun par likh kar khaye to iman zaidya ho khamian dour houn aur burian dour houn aur mahklooq musakhir ho aur agar baad namaz e fajar 5316 martaba parhey to Allah tamam zalimaan ko dafa farmaye aura man o sakoon hasil ho.

Apney naam key mutabiq ism e Allah jannay aur naqash ky liye rabta karain rohaniilaj9999@gmail.com sms or whats app: +923046754584

0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer