Breaking News
Loading...
Thursday 7 September 2017

Ya Khaaliqo Ya baariyo Ya Mosawiro Wazifa

September 07, 2017

Imam farmatye hn jo shaks dastkari ya kar e nazuq aur mashq e qitabat ya sahib qalam ho yeni likney ka kaam zaidya karta ho inn isma kee tilawat karey sab takaleef doour houn aur suhalat hasil ho ya sulateen mn taluqaat hn koi darmayan mn fasaad karta ho yeni in taluqaat mn mukhal ho to ism (Ya Khaaliqo) kee tilawat kee barqat sey tamam darmayani nuqsanaat door houn aur jumla halaat behtar hn shaik farmatey hn jo shaks ulad e nirana sey marhoom hoye ya tangi e rizq ka shikar ho inn ism aka vird karey allah aik farishta paida kar dey aur who isky liye qiyamat tak mashgool ibadat rehay au risky parhney wala ka chahra norani ho aur agar beulaad ho to 7 din roza rakhay aur nazdeek aftaar 21 baar Ya musawiro parhey aur pani par dam kar ky bivi ko pilaye inshallah naik ulaad paida ho.

Apney naam key mutabiq ism e Allah jannay aur naqash ky liye rabta karain rohaniilaj9999@gmail.com sms or whats app: +923046754584

0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer