Ahle tahqeeq ney
bataya ha ky iss ism kee barqat sey aab o tayam muratab kiya gaya ha aur isi ki
barkat sey alam qaim kiya gaya ha agar koi 883 baar rozana tilawat karey to
khalaqat mehrbaaan ho aur agar iss ism ko kagaz par likh kar pani sey dho kar
waqat aabpashi khait mn chirkay zarayat main barkat ho aur khaiti afaat e arzi
o samavi sey mehfooz rehay gi shaik farmatye hain agar mareez ky sirhany 1 baar
surah fatiha aur 10 baar ism parh kar daam kiya jaye to mareez ky heejaan mn
kami ho aur mareez sehatyaab ho
Apney naam key
mutabiq ism e Allah jannay aur naqash ky liye rabta karain rohaniilaj9999@gmail.com sms or
whats app: +923046754584
0 comments:
Post a Comment