Breaking News
Loading...
Thursday 7 September 2017

Ya Raqeebo Wazifa

September 07, 2017
Yeh ism e paak muhafzat husn o jamal aulad o zar o maal karobar khaiti mulazmat wegaira ky liye ha yeh ism mani aur ausaaf mn bhut wasi ha agar kisi ky husn o jamal aulad amwal izat o maal ky Hasid bhut houn ya kisi sey mangni ho chuki ho aur hasdeen darmayan main haial houn aur kashidigi paida kee gai ho to iss ism ka vird karna chahyie jo maal bawaja hasad chin gaya ho usko paney ky liye b iska vird karna chahye Imam farmatye hain jis dushman ka muqabala karna kee taqat na ho har namaz sey pehlay 7 baar parh liya karain ghar baar khaiti chorney sey pehlay iss ism ko 7 baar parh kar daam kar dain to inshallah wapisi tak koi dushman nuqsaan nhi pohuncha sakey ga.

Apney naam key mutabiq ism e Allah jannay aur naqash ky liye rabta karain rohaniilaj9999@gmail.com sms or whats app: +923046754584

2 comments:

  1. Main aur mera second cosuin aik dosry ko bachpan sy pasand krty hain. Lekin uski ami sirf qom mai difference ki waja say rishty k liye raazi nahi horahi. Qk wo khud ko superior samjhti hia. Kya main yai wazifa unko raazi karny k liye kar skti hon?

    ReplyDelete
  2. H JazakAllah Sir for such great work

    ReplyDelete

 
Toggle Footer