Breaking News
Loading...
Thursday 7 September 2017

Ya Jaleelo Ya zaljalale wal ikram Wazifa

September 07, 2017
Yeh dono ism khawas mn yakta hain imam farmatye hain in mn sey koi agar 7 roz tak roti ky aik tukray par likh kar khaye baqi roti sadqa kar dey to tamam makhlooq musakhir ho aur ba ikraam paish aye iss ism ka parhney wala khuda aur bandagane khuda ky samney muaziz o mukram ho aur jami maqasid o muradaat hasil houn agar safaid kagaz par likh kar makan mn rakhay barkat ho log iski janib ruju karain. Hamila aurat agar bandey to hamal mehfooz rehay aur bacha tamam bemarioun aur jinnat sey mehfooz rehay agar khaney par daam kar ky tarfain ko khilain sulah ho

Apney naam key mutabiq ism e Allah jannay aur naqash ky liye rabta karain rohaniilaj9999@gmail.com sms or whats app: +923046754584

0 comments:

Post a Comment

 
Toggle Footer